Ghulam ali :Nagri Nagri Fira Musafir – Lyrics
Nagri Nagri Fira Musafir – Lyrics
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya hai tera kya hai mera,
Apna paraaya bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya bhula kaise bhula,
Kyun puchte ho bas yun samjho…
Kya bhula kaise bhula,
Kyun puchte ho bas yun samjho…
Kaaran dosh nahin hai koi,
Bhula bhala bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Jisko dekho uske dil mein,
Sikwa hai to itna hai…
Jisko dekho uske dil mein,
Sikwa hai to itna hai…
Humein to sab kuch yaad raha,
Par humko zamaana bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Koi kahe ye kisne kaha tha,
Keh do kuch ji mein hai….
Koi kahe ye kisne kaha tha,
Keh do kuch ji mein hai….
Meera ji keh kar pachtaya,
Or phir kehna bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya hai tera kya hai mera,
Apna paraaya bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya hai tera kya hai mera,
Apna paraaya bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya bhula kaise bhula,
Kyun puchte ho bas yun samjho…
Kya bhula kaise bhula,
Kyun puchte ho bas yun samjho…
Kaaran dosh nahin hai koi,
Bhula bhala bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Jisko dekho uske dil mein,
Sikwa hai to itna hai…
Jisko dekho uske dil mein,
Sikwa hai to itna hai…
Humein to sab kuch yaad raha,
Par humko zamaana bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Koi kahe ye kisne kaha tha,
Keh do kuch ji mein hai….
Koi kahe ye kisne kaha tha,
Keh do kuch ji mein hai….
Meera ji keh kar pachtaya,
Or phir kehna bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…
Kya hai tera kya hai mera,
Apna paraaya bhul gaya….
Nagri nagri fira musafir,
Ghar ka rasta bhul gaya…